This Blog is dedicated to Late Jagjit Singh and Ghulam Ali, the great gajal singers.
Pages
▼
MAA
Ambe Charan Kamal Hain Tere,
Hum Bhaure Hai, Janam Janam Ke,
Nis Din Deye De Pere,
Tu Dharti Jag Palan Karti,
Amber Ka Adhar Hai Tu,
Sab Such Jhute, Sab Dukh Jhute,
Is Jeevan Ka Sar Hai Tu,
Tu Satyam Tu, Tu Shivam Sundaram,
Hum Sab Chapal Hai Tere,
Oos Mein Asu, Phool Main Shradha,
Antar Main Lekar Ujiyare,
Tere Mandir Mein Natmastak,
Nabh Ke Suraj Chand Sitare,
Humne Teri Muskano Main,
Dekhe Madhur Savere
De Maa Nij Charnon Ka Pyaar,
Pur Prem De Amar Saneh De,
Divya Shanti Ka Anand Dher De,
Puja Karo Sada Main Teri,
Desh Milan Ka Ada,
Tuz Ko Janu Tuz Ko Manu,
Tuz Par Hi Nij Jeevan Varu,
Dhyan Rahe Tera Hi Nisdin,
De Bhakti Ka Uphar,
Hridya Avisa Se Jagrit Ho,
Abhyey Hast Mere Sir Par Ho,
Divye Prem Se Aut Prot Ho,
Jeevan Ka Karagar
Karm Sakal Tav Vilas,
Lok Aahem Kewal Has,
Hasti Keech Deech Daro,
Pangu Paar Giri Sahas,
Prav Padan Tohe Bethavo,
Patit Ka To Hakulaas,
Yaantra Bad Kini Mohe,
Chalat Karo Nav Pragaas,
Tu Dharmi Deh Mami,
Le Lawao Cho Dis Udaas,
Raath Saman Mohi Banaye,
Chalawo Haath Tumre Raas,
Karlo Karm Apne Aur,
Tumko Sakal Jaag Ki Aas
Mera Jeevan Teri Sharan,
Sare Raag Viraag Huye Ab,
Moh Sare Tyag Huye Ab,
Ek Yahi Mera Bandhan,
Avirat Raha Bhatakta Ab Tak,
Bhatka Aur Abhi Main Kabhi Tak,
Pa Lu Keval Tujh Ko Hi Maa,
Ek Yahi Meri Hai Lagan,
Tere Charno Par Ho Arpan,
Mere Jeevan Ke Gun Avgun,
Sari Vyathaye Dur Karo Maa,
Ho Kusimit Mera Bandhan
Mere Man Ke Andh Tamas Mein,
Jyotirmayi Utaro,
Kaha Yaha Devo Ka Nandan,
Malyachal Ka Abhinav Chandan,
Mere Rur Ke Udje Man Main,
Karunamayi Vicharo,
Nahi Kahi Kuch Mujh Mein Sundar,
Kajal Sa Kala Yeh Antar,
Varde Varde Varde, Deen Baadmi Varde,
Nirmal Man Karde, Prem Atul Kar De,
Sabki Sabmati Ho, Aysa Hum Ko Varde
Satyamayi Tu Hai, Gyan Mayi Tu Hai,
Premmayi Bhi Tu Hai, Hum Bacho Ko Varde,
Sraswati Bhi Tu Hai, Maha Lakshmi Tu Hai,
Mahakali Bhi Tu Hai, Hum Bhakto Ko Varde
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें